Arijit Singh - Kalank Title Track | Alia Bhatt & Varun Dhawan | Pritam | Full Video

7,422 views

51 likes

Song - Kalank Title Track Singer - Arijit Singh Music - Pritam Lyrics - Amitabh Bhattacharya lyrics: Havaaon mein bahenge Ghataaon mein rahenge Tu barkha meri main tera Baadal piya .. Jo tere na huye toh Kisi ke na rahenge Deevaani tu meri main tera Paagal piya Hazaron mein kisi ko taqdeer aisi Mili hai ik Raanjha aur Heer jaisi Na jaane ye zamana Kyun chaahe rey mitaana Kalank nahin ishq hai Kaajal piya .. Kalank nahin ishq hai Kaajal piya .. Piya… Piya… Piya rey… Piya rey… Piya rey… Piya rey… Piya rey… Piya rey… Piya rey… Duniya ki nazron mein ye rog hai Ho jinko vo jaanein ye jog hai Iktarfa shaaayad ho dil ka bharam Do tarfa hai toh ye sanjog hai .. Laayi re humein zindagani ki kahani Kaise mod pe .. Huye re khud se paraaye Hum kisi se naina jod ke .. Hazaaron mein kisi ko Taqdeer aisi Mili hai ik Raanjha aur Heer jaisi Na jaane ye zamana Kyun chaahe rey mitaana Kalank nahin ishq hai Kaajal piya .. Kalank nahin ishq hai Kaajal piya .. Main tera main tera Main tera main tera Main tera main tera Main tera main tera Main gehra tamas Tu sunehra savera Main tera main tera Musafir main bhatka Tu mera basera .. Main tera main tera Tu jugnu chamakta Main जंगल ghanera Main tera… Ho Piya… Main tera main tera Main tera main tera Main tera main tera Main tera main tera Main tera #FirstClass #MeriHasi